Gulzar Quotes on Life : Gulzar, the wordsmith, may have donned many hats in his career of over six decades, but first and foremost, he remains a poet and it is sheer poetry that permeates whatever medium he chooses to showcase his creativity in.
Table of Contents
Gulzar Quotes on Life
Agar nibhane ki chahat
Dono taraf se ho
Toh koi bhi rishta
Kabhi khatm nahi hota
Dard ki apni hi ek ada hai
Wo sehne walo par fida hai
Tum uljhe rahe
Hame aazmane mee
Aur hum hud se guzar gaye
Tumhe chahne mee
Humne socha tha ki
Batayenge dil ka dard tumko
Par tumne itna bhi naa pucha
Ki khamoosh kyo ho
Ek tarfa mohabbat mee
Log badnaam nahi hote
Bas isi baat ka
Sukoon hai mun ko
Mehfil mee gale mil kar wo
Dheere se keh gaye
Ye duniya ki rasm hai
Isse mohabbat mat samajh lena
Ek hasrat thi kabhi
Wo hame manaaye
Par ye kambhakt dil
Kabhi unse rutha hi nahi
Duniya mee mohabbat
Isliye barkarar hai
Kyoki ek tarfa pyar
Aaj bhi wafadaar hai
Kuch rishto mee
Munaafa nahi hota
Magar zindagi ko ameer
Bana deti hai
Zindagi Gulzar Quotes
Bahut mushkil se karta hoon, Teri Yaadon ka Karobaar. Munafa kam hai, Par Guzara ho hi jaata hai.
Ae Zindagi, gale laga le.
Hum ne bhi tere har ik gham ko,
Gale se lagaya hai na.
Naraaz humse khusiyaan hi hoti hai, Gamaon ke itne Nakhre nahi hote.
Lagta hai Zindagi Kucch Khafa Hai.
Chaliye Chhodiye, Kaunsi Pehli Dafa Hai.
Socha na tha zindagi aise.
Phir se milegi, jeene ke liye.
Aankhon ko pyaas lagegi,
Apne hi aansu peene ke liye.
Kaun kehta hai hum jhooth nahi bolte, Ek baar khairiyat toh pooch ke dekhiye.
Thoda sa rafoo karke dekhiye na, Fir se Nayi si lagegi. Zindagi hi toh hai.
Saath saath ghoomte hain Hum dono raat bhar… Log mujhe Aawara, Aur usey Chand kehte hain.
Kucch alag karna hai toh Bheed se hatt ke chaliye.
Bheed sahas toh deti hai, Magar Pehchan cheen leti hai.
Jhoothe tere waadon pe baras bitaaye.
Zindagi toh kaati, Ye raat kat jaaye.
Deep Gulzar Quotes
Humne akshar tumhari raahon mein ruk ruk kar apna hi intezaar kiya.
Tere bina zindagi se koi Shiqwa toh nahi.
Tere bina zindagi bhi lekin, Zindagi toh nahi.
Kabhi toh chaunk ke dekhe koi hamari taraf,
Kisi ki aank mein humko bhi intezaar dikhe.
Maut, tu ek kavita hai, EK kavita ka waada hai, Ek din milegi mujhe.
Thoda hai thode ki zarurat hai, Zindagi phir bhi yahaan Khoobsurat hai.
Woh bulandi kis kaam ki janaab, Insaan chadey aur Insaniyat utar jaaye.
Sirf toone hi kabhi mujhko
Apna nahi samjha
Zamana toh aaj bhi
Mujhe tera diwaana kehta hai
gulzar sahab sad shayari
gulzar sahab sad shayari
Kuch zakhm insaan ke
Kabhi nahi bharte
Bas insaan unhe chupaane ka
Hunar sikh jata hai
Nafrat bhi nahi
Gussa bhi nahi hu
Par teri zindagi ka
Aab hissa bhi nahi hu
Kabhi kabhi bohot
Sataata hai mujhe ye sawal
Hum mile hi kyo the
Jab milna hi nahi tha
Reality Gulzar Quotes on Life
Khush toh wo rehte hai jo
Jismo se mohabbat karte hai
Rooh se mohabbat karne walo ko
Aksar tadapte hi dekha hai
Naraz toh nahi the
Tere jaane se magar
Hairaan the ki tume
Mudkar dekha tak nahi
Rahegi taqdeer se ek
Shikayat hamesha
Jise umra bhar chaha
Usi ko umra bhar tarse
Ek umra gawa di hamne
Teri chahat mee
Bohot khushnaseeb honge
Tujhe muft mee paane wale
Maine sirf tumhare kadam gine the
Tumhare kadmo ki aahat suni thi
Tumne aana chod diya magar
Maine intezar karna nahi choda
So jaao
Sab taqleef ko
Sirhaane rakh kar
Kyoki
Subha uthte hi inhe
Phir se gale lagaana hai
Teri duniya ka yeh dastoor bhi
Ajeeb hai aee khuda
Mohabbat unko milti hai
Jinhe karni nahi aati
Wo aaj karte hai
Nazar andaaz toh bura kya maanu
Toot kar paagalo ki tarah
Mohabbat bhi toh sirf maine ki thi
motivational shayari by gulzar
motivational shayari by gulzar
Kabhi bhi apne hunar par
Ghamand mat kar
Kyoki pathar jab paani mee girta hai
Toh khud ke wajan se hi doobta hai…!
Ghar gulzar, sune seher
Basti basti mee
Kaid har hasti ho gayi
Aaj phir zindagi mehengi
Aur doulat sasti ho gayi
Gulzar Quotes
Milo ka safar
Pal mee barbaad kar gaya
Uska ye kehna
Kaho kaise aana hua…!
Uljhane bhi
Mithi ho sakti hai
Jalebi iss baat ki misaal hai
Bheed kaafi hua karti thi
meri zindagi mee bhi
Phir main sach bolta gaya
aur log uthte chale gaye
motivational quotes by gulzar
motivational quotes by gulzar
Hamesha apni
Choti choti galti se bacho
Kyuki insaan pahad se nahi
Patthar se takrata hai
Zindagi saari umra sambhalti rahi
Do paav par
Mout ne aate hi kaha
Mujhe chaar kandhe chahiye
Ghutana kya cheez hai
Ye puchiye uss bache se
Jo kaam karta hai roti ke liye
Khilone ki dukaan par
Thoda sa rafu karke ke
Dekhiye naa
Phir se nayi si lagegi
Zindagi toh hai…!
Ek naa ek din haasil
Kar hi lunga manzil
Thokare zeher toh nahi
Jinhe khaa kar mar jaunga…!
gulzar shayari on eyes
gulzar shayari on eyes
Aankhe thi jo
Kehe gayi sab kuch
Warna lafz hote
Toh mukar jaate..!
Honto ne saari baatein
Chupa kar rakhi
Aankho ko ye hunar
Kabhi aaya hi nahi…!
Life Deep Gulzar Quotes
Dhadkan sambhalu ya
Saans kaabu mee karu
Tujhe nazarbhar dekhne mee
Aafat bohot hai
Kabhi toh chook kar
Dekhe wo hamari taraf
Kisi ki aankho mee hame
Bhi wo intezar mile…!
Aapki aankho mee
Kuch mehke hue raaz hai
Aapse bhi sunder
Aapke andaaz hai…!
shayari on eyes by gulzar
shayari on eyes by gulzar
Meri aankhe tere andeer reheti hai
Maine tujhko tujhse behter dekha hai
Kabhi kabhi pehli nazar
Kuch aese rishte bana leti hai
Jo aakhri saans tak
Chotaane se nahi chootate
Rahe dooriya
Toh kya hua
Yaad nazaro se nahi
Dil se kia jaata hai
Shaam se aankh mee
nami si hai
Aaj phir aapki
kami si hai
deep gulzar quotes
deep gulzar quotes
Dooriyo ka gum nahi
Agar faasle dil mee naa ho
Nazdikiya bekar hai agar
Jagah dil mee naa ho
Aaa likh du kuch
Tere baare mein
Mujhe pata hai ki yu rooz
Dhoondti hai khud ko
Mere alfaazo mee
Tu aaye aur lipat jaaye mujhse
Uff Ye mere mehenge mehenge khwaab..!
Meaningful Gulzar Quotes on Life
Kuch toh khaas hai jo
Tujhe mujhse jode rakhta hai
Warna itna maaf toh
Maine khud ko bhi nahi kiya
Naa hak do itna ki
Taqleef ho tumhe
Naa waqt do itna ki
Guroor ho hame
Kaun kehta hai hum jhoot nahi bolte
Ek baar khariyat toh pooch kar dekhiye..!
Ye shikayat nahi
tajurba hai
Kadar karne walo ki
koi kadar nahi karta…!
Kaun kehta hai
Dil do nahii hote
Pati ki dehliz par baithi
Baap ki beti se pucho
Mujhe talash thi ki koi
Mujh jaisa mile
Kya khabar thi
Iss talash mee tum ho….!
Leheza shikayat ka tha
Magar saari mehefil
Samajh gayi mamala
Mohabbat ka hai
Kis baat ki saza de rahe ho
Pyar kiya isliye ya
Tumse jyada kiya isliye
Kisi ki aadat ho jaana
Pyar hone se bhi khatarnak hai…!
Jinki aap kadar nahi
Kar rahe hai naa
Yakeen maano
Kuch log unhe
Duao mee maang rahe hai
2 Line Deep Meaning Reality Gulzar Quotes on Life
Kuch shikayate bani rahe
Toh behter hai
Chashaani mee dube rishte
Wafadar nahi hote
Kitne ajeeb hote hai
Ye mohabbat ke rivaaz bhi
Log aap se tum, tum se jaan
Aur jaan se anjaan ban jaate hai
Kisi ki aadat ban jao
Mohabbat apne aap ho jayegi
Kisi ne thoda sa apna
Waqt diya tha mujhe
Maine aajtak usse ishq
Samajh kar sambhal rakha hai
Thoda sukoon bhi dhoondiye janab
Ye jaroorate toh kabhi poori nahi hogi…!
Mukamal naa sahi
Adhoora hi rehne do
Ishq ishq hai
Koi maksad toh nahi
Mohabbat zindagi badal deti hai
Mil jaye tab bhi
Aur naa mile tab bhi
Simatate ja rahe hai dil
Aur jazbaato ke rishte
Souda karne mee jo mahir hai
Bas wahi kaamiyaab hai
Jaha kadar naa ho
Waha jana fizool hai
Chahe kisi ka ghar ho
Ya kisi ka dil
Aab usse naa sochu toh jism
Tootne lagta hai
Ek waqt guzra hai
Uske naam ka nasha karte karte
Romantic Gulzar Quotes
Kash fursat mein unhen bhi
Yah Khyal aa Jaaye Ki,
Koi Yad Karta Hai unhen
zindagi saɱajhkar..
Ab Gila Kya Karna uski berukhi Ka,
Dil Hi To tha, Bhar Gaya hoga..
Shayari wo Nahin likhate Hain
Jo Sharab se Nasha Karte hain,
Shayari To wo likhate Hain
Jo Yadon se Nasha Karte Hain..
Bas Jeene Hi To Nahin Degi,
Aur Kya Kar lengi Yaadein Teri..!!
Jis Din ɱujhe Kho Doge
Us Din muskurate Hue bhi Ro Doge…
Na yah Nazre mili, Na Unka Deedar Hua,
Na Jane Kis Ittefaq mein huɱko Unse Pyar Hua..
Jab tak Zinda Hun Pyar Kar Lo mujhse,
Kuchh Din bad nikal Jana Hai ɱujhko..
Uska wada bhi Ajeeb tha,
Ki zindagi Bhar Sath nibhaenge…
Maine bhi yah Nahin poochha Ki,
Mohabbat Ke Sath, Ya Yaadon Ke Sath..
Shayari Ka Shauk mujhe Bachpan se tha
Fark sirf Itna Hai,
Tab sunkar hansta Tha,
Ab likhkar Rulata Hoon..
Nashe Ki Aadat Teri Aankhon Ne Lagai Hai,
Varna Ham bhi Kabhi Hosh mein Jiya Karte The..
Gulzar Quotes on Love
Baat hai ye ek raat ki
Aap baadalon pe lete the
Woh yaad hai aapne bulaya tha
Agar zinda Raha to ɱilunga Ҝabhi Na Ҝabhi¸
Agar mar Gaya To Dil Se mat Bhula Dena..
Tera naam Ҝya likh diya rait per,
Fir Umra Bhar Hawa Se meri Dushmani Rahi..
Ya Khuda apni Adalat mein meri bhi jamanat Rakhna,
Main Rahoon Ya Na Rahoon, Meri Jaan Ҝo Salamat RaKhna..
Mana Ki Mujhe pyar Karna Nahin Aata,
Yah Bata Tujhe Dil Todna Kisne SiKhaya..
Sardi lag rahi thi aapko
Patli chandni lapete the
Aur shawl mein khwaab ke sulaya tha
Jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar
Aankhon pe kheench ke tere aanchal ke saaye ko
Ondhe pade rahein, kabhi larwat liye huve
Hum Jahan the waha pe ab to nahi
Paas rehne ka koi sabab toh nahin
Koi naraazgi bhi nahin, magar
Phir bhi roothi hui si lagti ho
Tere bina zindagi se koi
Shiqwa toh nahi
Tere bina zindagi bhi lekin
Zindagi toh nahi
Honth pe liye huve dil ki baat hum
Jaagte rahenge aur kitni raat hum
Mukhtasar si baat hai tum se pyar hai
Tumhara intezaar hai…
Gulzar Quotes in Hindi
कब से बैठा हुआ हूँ मैं जानम
सादे काग़ज़ पे लिखके नाम तेरा।
बस तेरा नाम ही मुकम्मल है
इससे बेहतर भी नज़्म क्या होगी।।
वो सुना रहे थे अपनी
वफ़ाओ के किस्से
हम पर नज़र पड़ी तो
खामोश हो गए।
ख़ामोशी का हासिल भी इक लम्बी सी ख़ामोशी है।
उन की बात सुनी भी हमने अपनी बात सुनाई भी।।
अगर आँसुओ की किम्मत होती।
तो कल रात का तकिया अरबों का होता।।
मुस्कुराने से शुरू और रुलाने पर खत्म
ये वो जुर्म हैं जिसे लोग मोहब्बत कहतें हैं।
क़िताबें माँगने, गिरने, उठाने के बहाने जो रिश्ते बनते थे
अब उनका क्या होगा, वो शायद अब नही होंगे।।
एक उम्मीद बार बार आ कर, अपने टुकड़े तलाश करती है।
बूढ़ी पगडंडी शहर तक आ कर, अपने बेटे तलाश करती है।।
उठाए फिरते थे एहसान जिस्म का जाँ पर।
चले जहाँ से तो ये पैरहन उतार चले।।
आदतन तुम ने कर दिये वादे
आदतन हम ने ऐतबार किया।
हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते।
वक़्त की शाख़ से लम्हें नहीं तोड़ा करते।।
Gulzar Quotes Hindi
आधे पौने पुरे चांद
जितना था सब माल गया,
बारह महीने जमा किए थे
जेब काटकर साल गया।
सिर्फ आवाज देने से ही कारवां नहीं रुका करते।
देखा ये भी जाता है कि पुकारा किसने है।।
काई सी जम गई है आँखों पर।
सारा मंज़र हरा सा रहता है।।
वो एक दिन एक अजनबी को, मेरी कहानी सुना रहा था।
वो उम्र कम कर रहा था मेरी, मैं साल अपने बढ़ा रहा था।।
तुम्हारा क्या तुम्हें तो राह दे देते हैं काँटे भी।
मगर हम खांकसारों को बड़ी तकलीफ़ होती है।।
सहर न आई कई बार नींद से जागे।
थी रात रात की ये ज़िंदगी गुज़ार चले।।
आँखों से आँसुओं के मरासिम पुराने हैं।
मेहमाँ ये घर में आएँ तो चुभता नहीं धुआँ।
सिर्फ एहसास है यह रूह से महसूस करो
प्यार को प्यार ही रहने दो कोई नाम ना दो
बहुत अंदर तक जला देती हैं
वह शिकायतें जो बयां नहीं होती
बिना मोबाइल खाली हाथ नजर आ जाए कोई
तो खामखा ही हाथ मिलाने को जी करता है
THANKS FOR VISITING 🙂